India's First
Reel–Based
Food Discovery
देखो, परखो, फिर खाओ।
Dekho kaise ban raha hai, nutrition check karo, aur ek tap me order karo. Taaza khana — un kitchens se jinhe hum khud jaake verify karte hain.

2,500+foodies waitlist me hain
- Verified kitchens
- Sachchi nutrition
- Apni marzi ke plans

The reality checkसच्चाई
Food delivery is broken. हमने fix कर दिया।
Visual-first discovery
Chhoti Reels me dish banti dikhti hai — order karne se pehle hi pata hota hai ki plate me kya aayega.
Pehle
Lamba menu scroll karo, photo dekhke andaza lagao, 15+ minute lag jao.
Ab, FreshBhoj ke saath
Chhoti reel dekho, nutrition dekho, ek tap me order.
- 65% faster ordering
- Bharose wali browsing
- Har dish pe sachchi nutrition

Shahi Paneer
by Sharma Kitchen
₹249
4.8 · 30 min
Bharosa jo नज़र आए
Har kitchen yahan bech sakta hai. Jinhe hum khud jaake dekhte aur verify karte hain, unhe Verified badge milta hai aur woh alag dikhaye jaate hain — taaki aapko hamesha pata ho khana aa kahan se raha hai.
Step 01 · कदम
Hum khud jaate hain
FreshBhoj ki team kitchen pe sach me visit karti hai. Sirf kaagzi approval nahi.
Step 02 · कदम
Safai & quality ki jaanch
Safai, storage, ingredients aur licence — sab hamari checklist se milaye jaate hain.
Step 03 · कदम
Badge aur apna section
Pass hone wale kitchens ko milta hai Verified badge, aur app me apna alag Verified section.
Aapke paas
Kitchens

Sharma Family Kitchen
North Indian · 1.2 km

Highway Dhaba Express
Punjabi · 2.4 km
Khud jaake dekha
FreshBhoj team ne
Safai check
Licence & storage
Everything inside FreshBhojसब कुछ यहीं
One platform. थाली के दोनों side।
Jo dikhe, wahi khao. Banta hua dekho, nutrition check karo, kitchen pe bharosa karo, phir order — sab ek app me.
Reels & Stories
Dish banti hui dekho, phir wahi dish order karo jo abhi dekhi. Apne favourite kitchens ko follow karo — roz ke specials seedha feed me.
Aas-paas & Trending
Paas ke kitchens aur dishes pehle — real orders aur ratings se rank, paise dekar nahi.
Har dish pe nutrition
Calories, protein aur health score — saath me Veg / Non-veg / Vegan / Egg aur Jain-friendly tags.
Verified kitchens
Jin kitchens ko hum khud visit kar chuke hain, unhe milta hai Verified badge aur apna alag section.
Smart search
Cuisine, diet ya goal se filter karo — jaise “High Protein” aur “Low Calorie”.
Live order tracking
Placed → Accepted → Preparing → Out for Delivery → Delivered — sab kuch live, har waqt.
Order chat
Apne order ke baare me kitchen se seedha baat karo, asli jawab pao.
Flexible subscriptions
Kitchen ka plan lo ya apna banao. Kal ka meal badlo, koi bhi din pause ya skip karo.
Wallet & FreshBhoj Coins
UPI, card, wallet ya cash — jaise chahe pay karo, aur Refer & Earn se coins kamao.
Favourites & reorder
Pasandida dishes aur kitchens save karo, purana meal ek tap me dobara mangao.
Pehle aao. इनाम पाओ।
Public launch se pehle FreshBhoj ka hissa bano aur early members ke liye bane rewards unlock karo. Seats limited hain, jaldi karo.
₹100
wallet credit — early members ko
- Seedha ₹100 Wallet Credit
- Top Rated Reels ka Early Access
- 30 din Free Delivery, sirf aapke liye
- App launch hote hi sabse pehle khabar
0%
commission — pehle 3 mahine
- 3 mahine tak 0% Commission
- ₹5000 ke Sponsored Credits
- Priority AI Video Production
Aane wala kal पक रहा है।
Hum shehar-shehar launch kar rahe hain. Abhi pre-register karo, aapke shehar me aate hi sabse pehle aapko pata chalega.
- 1Abhi live
Pre-registration
Apni jagah aur launch rewards abhi pakke karo.
- 2Agla kadam
Early access invites
Waitlist walon ko sabse pehle entry.
- 3Jaldi
Shehar-shehar launch
Reels, verified kitchens aur subscriptions live hote jayenge.